Download Free Books PDF

Sunday

Guest blogging kya hai? or isasa paisa kaisa kamata hai?

Hello dosto aap sabhi ka hamari website india info mein bahut bahut swagat hai aaj main aapko ek bahut badi Jankari dene wala hoon Jo hai guest blogging agar aap bhi Jaanana chahte hai ki guest blogging kya hai? or guest blogging kaise karte hain toh is article ko dhyan se padha in sabhi question ka answer main aaj is post mein baatane wala hoon magar doston aap blogging mein nahi ho toh aapko guest blogging ke baare mein pata nahi hoga lekin jo dost hamare purani Hai unhe guest blogging ke baare mein zaroor bataenga kyunki kuch bloggers guest blogging ke dwara Hai paisa kamate jain lekin doston aapko Uske baare mein thoda jankari hona chahiye tabhi aap guest blogging ke baare mein jaan sakte ho.

Guest blogging kya hai? or isasa paisa kaisa kamaya
Guest blogging kya hai? or isasa paisa kaisa kamaya

Guest blogging kya hai? or isasa paisa kaisa kamaya-

kisi website ka owner ko chodkar anya kiai person dwara share kiya gaya post jo kisi blogger ko diya jaata ha usa guest blogging kahata hai.
Doston pehle mujhe guest blogging ke baare mein jankari nahi thi lekin jab mana dheere dheere is par reserch kiya toh mujhe pata Chala ki gueust blogging hoti kya hai  is post mai bhi aapko yahi batane wala hun isliye aap ise dhyan se padhiya.

Guest blogging-

Guest blogging ke baare mein jane ke liye aapko isko 2 hisso me divide karna hoga guest + blogging,guest matlab mehaman for blogging matlab blog create karna matlab agar aap khud ki ek unique post likhte Hain aur usse kisi doosre person ya fir blogger ko Share karte Hain isko hi guest blogging kehte hain  matlab Khud Ke likhe huye post ko dusro ko dena hi guest blogging kahlata hai.
essay Hum example ke madhyam se samajhte hain matlab mera ek blog hai aur aap mere blog Ke liye Koi post likhte hain aur aap mujhe woh bhej dete Hain lekin Iske Badle Mein Main aapko kuch rupay dunga agar aap ki post achi Hogi toh aap isasa kaafi achi earning kar sakta ha.jaisa ki hum koi new ka blog la lata ha indianews.com agar aap waha par visit karta ha to aapko waha par kaafi saara guest post dekhna ko milenga jisa koi ak paricular person nahi likhta usa bahut sara log lokhta ha jiska badla ma unha paisa diya jaata ha guest post likhna ka.


Guest post ka rules-

1#content- 

ya ak bahut hi imprtant point hota hai ak guest post walo ka liya jab bhi hum kisi blogger ko koi guest post send karta ha to hama duplicate content nahi bhejna chahiya agar aap kisi ko koi copyright content bhejta ha to wo aapki koi post accept nahi karega or aapki post ko ignore kar dega isliya apna khud ka original content hi bheja.

2#spelling mistake

ya ak most important point ha aapka liya agar aap kisi ko post send karat ho to us post ko 3-4 baar jaroor check kara ki aapna koi spelling mistake to nahi ki ha gar aap usa bina spelling mistake wala article bhejta ho to wo aapsa khush hoga or aapko hi har baar post write karna ka liya bolega or uska badla ma or bhi paisa dega isliya ya cheez yaha par important ha.

3#post lenght-

guest blogging ka liya aapko content ki lenght par dhyan dena hoga aapki post approx 3000+cheracter 700 word ki honi chahiya tabhi aapki post attractive lagagi or aap usma apni website ki koi bhi link share na kara nahi to wo banda sochga ki tumna apni post ko permot karna ka liya hi ya post likha ha isliya ya galti kabhi na kara or content ki lenght par focus kara.

khud guest poasing kaisa kara or iska kya benifits hai?

#Free trffic-

agar aapna koi guest poat ki ha to aapka site par roj trffic ata rahaga bina koi mehnat ka ya trffic aapko lifetime paisa dilayega.

#Free dofollow backlinks-

agar aap guest poast karta ho to aapko ho to aapko lifetime free dofollow backlink milega jo aapko site rank karana ma madat dega or aapki site ki cRP bhi badhegi.

#Website popularity-

agar aapka content ak unique content ha to aapki website ki popularity ka saath aap ki bhi popularity badhegi saath hi dusra bloggers aapko janana pahchanana laganga 
agar aap khud guest blogger banana chahta ha to ya aapka liya bahut hi acha way ha earn karan ka kyoki agar aap khud guest blogger ban jaenga to aapka pass kaafi sara post ho jaenga or jisasa aapki site ki rank bhi kaafi increse hogi or aapka pass backlink bhi genrate honga isa acha rasta aapko nahi milega apni website ko rank karana ka.

Guest post dhira dhira khatam hoti ja rahi hai-

ab hum dekhta ha ki dheera dheera guest post ka fation khatam hota ja raha ha lakin ya kai jagah abhi bhi ha lakin iska khatam hona ka kaaran ha ki jo person post likhta ha usa blogger ka admin acha rupee nahi deta usa kaafi kam rupee diya jaata ha isliya koi bhi apni post share nahi karana chahta kyoki guest blogging karna wala ko to acha rupee mil jaata ha lakin jo achi post likta ha usa bahut cheap price di jaati ha.

"agar dosto aapko ya post achi lagi ho to hamara blog ko subscribe kariya hamari website www.indiainfo.ooo ko or comment ma jawab dijiya aap bhi gust blogging karma ma interested ha ya nahi thanks you😊 "

No comments:

Post a Comment

Comment Here